'Ghar ki Deewar saja di Barish ne,
Us k zikar se ho gayi meri Aankhen numm, Magar doston ye sari baat chupa di barish ne, Suna hai Wo bhi Roya hai Aaj bohut, Lagta hai unko YAAD dila di barish ne wo bewafa hue to phir kya hua aaj mere sath ro kar wafa nibha di barish ne.........
destinder vartia
No comments:
Post a Comment